Urdustan > Mushaira > 2002 > March

Sajid Ali; Dubai, UAE
saadi103@hotmail.com
 

   Yoo.n hum ney Hasil-e-hayat mulakat ki
Na jee bhar k dekha na kuch baat ki

her pal jo mousamoo.n ki tarah rang badal gaya
kiyoon zeest hum ney namm pey us k sabat ki

subah bahara.n tujh sey nahi aab koi gila
khud hun ney rasty main khari apny raat ki

daamn kisi ka, jo hai tahe dast kia bhary
sab jan k bhi naam pey kisi k hayat ki

ilzam mery miitny ka us per na jasaky
wehshat ko waqaf hum ney apni zaat ki

her gaam bach k qurb-e-manzil kafila luta
hoi khabar na hameen SAJID akhari ghaat ki,

Abhinav Shukla

Anant Kaur

Bushra Butt

Hardev Ashk

Kamran Raja

Nazia Nazar

Paramjit Singh

Preeti Minhas

Rizwan Dost

Sajid Ali

Shoib Tanvir

Waheed Razzaq

Yasmeen Yaas
 


||  urdustan ||
adeeb | anam | e-mailmushaira | u-hoo | about us
messageboard | mazameen | nuqta | awaaz | tanz-o-mazaah | whats new?
e-mail : webustaad@urdustan.com
privacy