| Urdustan.com | ![]() |
| Urdustan > Mushaira> 2001 > October |
|
Irfan Shakeel
Mera naam mohabbat hai,kuch nahin waqqat nafrat ki meray aagay
woh log qissa-e-ibrat banay tarik ki talkh haqeeqaton mein
faqat dushman hi tehra aaina, chehra kashi kidaron pay
karnay wallonka
bas us rehbar-o-rehnuma ka ho jaay jo aasra to phir
shayad waqt hi kuch barq raftari say guzra ya hum sang
na chal sakay
jab woh mohabbat jatatey hain to hum tamashbin rakh letay
hain apna naam
|