![]() |
![]() |
| Urdustan > Mushaira > 2001 > May |
|
Kasim Siddiqi sskasim@hotmail.com Houston, TX AasmaaN samjhooN
ya behtaa huaa darya samjhooN
Jaisay baandha
hai hawaaoN pe koi pul toonay
Tujhay naadaan
ya daAna ya phir aashiq samjhooN
Kabhi lagtee hai
falak-bosa imaarat jaisee
BaDi "Dilkash"
hai magar maiN isay samjhooN ya na samjhooN
|
|