Urdustan > Mushaira > 2001 > May
 

Sher Azam Shah
 khanjee757@yahoo.com 
karachi, Pakistan

Wahi dil ki anjuman hay wahi gham kay silsilay  hain. 
teri aarzoo main shyad kisi or say milay hain. 

kabhi hosh ki tammanna kabhi piar wehshaton say. 
na karain gay bhi tow kesay teray saat jo chalay hain. 

unhi wadion main khokar wo bhula chuka hay hum ko. 
jahan nafraton kay saay muddaton nahi dhalay hain. 

na badal saka zamana kabhi ishq kay taqazay. 
wahi manzilan hain yaroon wahi gham kay qaflay hain. 

koi bat darmian ho kuch tow fesla talab ho. 
kia batain khan kis ko hum tow shoqia jalay hain. 

       Abdul Sami 
   Abubakar Aarif 
      Anant Kaur
      Azhar Naqvi
  Bharath Yempati 
    Farrukh Abbas
 Hardev S.  ASHK
     Kasim Siddiqi 
    Khatib Hamidi
  M. Kabeer Khan
Maroof K. Hazarvi
 Mohd Naeem
      Pritpal Singh
    Saadiq Sukhan
   Sher Azam Shah
     Swaleh Atcha
     Zafar Hamidi
Zahra Rafique 


||  urdustan ||
adeeb | anam | e-mailmushaira | u-hoo | about us
e-mail : webustaad@urdustan.com

Click Here!