|
|
![]() |
| Urdustan > Mushaira > 2001 > March |
| Swaleh Atcha
swalehiatcha@yahoo.com Mississauga - Ontorio Canada. 1- Har dil e insaan meN rehta muhabbat ka khuda hai
2- Jab piyaar kisi dil ka ebadat meN dhul jaye
3- Mitana hai tera maqsad tu jahalat ko mita apni
4- Na mazhab apna choDo'na chaiDo kisika maslak
5- Itna na bun tu neK'gunahgaar meN bhi hoon
6- Na mujhse milakar 'tujhse kaha tha meN ne
7- Na sooraj aashna koii'na manzar e aab o taab
8- Ghaliyaan koochay veeraan'bund hein dar o baam
9- Peechay muDkar jo dekha ! patthar banjao Gay
10 Teray lehjay meN Swaleh' taseer khaan se aayee
|
Aslam Sahbaa |