|
|
![]() |
| Urdustan > Mushaira > 2001 > March |
|
'pathar ki muratoN meN samjha hai tu khuda hai' or the word 'murat' the winner : Khatib Hamidi,
India
lagta
hai zindagi se rishta badal raha hai
nadaan
jhaank dil maiN usmaiN khuda chhupa hai
aakhir
yeh kaisi chaahat, kaisa hai yeh taalluque
yeh
shama ulfatoN ki bujhne na denge hargiz
hans
kar kaha yeh usne, kyooN mujhse dil lagaya
ghabRa
ke chal paRa hooN, tanhaayioN ki rah par
rahney
do usko yaro goshanasheen hi ab
kaise
yeh zindagi hai, har saans hai khata ek
|
Aslam Sahbaa
|