|
|
![]() |
| Urdustan > Mushaira > 2001 > February |
| Pathan Firosekhan Aish
firosekhan@yahoo.com Baroda, Gujarat, India. koi to aake dekhe kya haal
hai hamara,
kahin aashiyana toota, kahin aashara hai chuta,
har lamha insaniyat ka, hota hai qatl har su,
ta-assub ke daav khele, mushkil ki is ghadi main,
zero-zabar zamin per, rehte hai aaj-kal ham,
ya rab teri panah mai, aafaq hai ye saara,
|
Abu Aarif |