Mahrouf Khan
maroofuk@yahoo.co.uk
Southampton, UK
Suna hai log usay
ankh bhar kay dakhtay hain !
sab uskay hussin
main ujalay sahar kay dakhtay hain
ghumm kay marroN
main chund khewab aur kha_ishain batti
tari gali main ajj
hum bhi taher kay dakhtay hain ! !
suntaa ataa hooN
shaheed e ulfat kaa naam hota hai
tumharay payaar
maiN kabhi hum bhi markay dakhtay hain
wo darkano maiN kisko
chuppaaiay bahtaiy haiN
aj hum bhi ankh
kaa zeenah utter kay dakhtay haiN
labboN pay tanz kay
phaalay, namak haathoN maiN
baray ajeeb hain
chalan charagar kay dakhtay haiN
yeh kionkar hum zamaanay
kay wafaashinaason maiN
makaar log chuppay
is daher kay dakhtay haiN !
jo kar na paaiay
kabhi zindagi maiN humm pahlay
Marouf ajj wo humm
bhi kar kay dakhtay hain !