Urdustan > Mushaira > October 2000
    
    Arshia Siddiqui    
    arshia@urdustan.com 
    Vienna,Austria 
   
   tanhaayioN ko dil ki ab abaad kijye 
   "main un say keh raha hooN mujhay yaad kijye" 

   dil peh ghazal nazar say hi likh dijye huzoor 
   ulffat ka ik naya qalam ijaad kijye 

   kab say haiN jaanay gham kay parinday yeh qaid maiN 
   dil kay qaffas say in ko ab azaad kijye 

   sooni paRhi huyi haiN meray dil ki waadiyaaN 
   in waadiyoN ko pyaar say abaad kijye 

   Khushboo say jis ki hoti mauttar hay rooh bhi 
   lillah us chaman ko na barbaad kijye 

Ajaz Rashid Mughal

Amir Butt

Anis Khan

Arshia Siddiqui

Bushra Butt

Farrukh Abbas

Khatib Hamidi

Mansoor Aazmi

Mohammad Azam

Mohammed Moinuddin Naithy

S. Azam Shah Khan

Safiya Ali

Sana Rizvi

Swaleh Atcha

Syed Faisal Habib

Syed Naveed Anjum

Syed Mufti

Urooj Siddiqui

Vipul Khemka



||  urdustan ||
adeeb | anam | e-mailmushaira | u-hoo | about us
e-mail : webustaad@urdustan.com

Click Here!