Urdustan > Mushaira > October 2000

   Urooj Siddiqui
   urooj@urdustan.com 
   Vienna,Austria 
   
    mujh ko basa kay aankhoN maiN fariyaad kijye 
   "maiN un say keh raha hooN mujhay yaad kijye" 

   khilwat say kaash ab meri jalwat maiN aaye 
   weeraaN meray jahaN ko aabaad kijye 

   ban jaye huzoor shab`e taar maiN gauhar 
   ab meray dil ko aur na naashaad kijye 

   sehranawardi say mera daman chuRhaiye 
   lillah mujh ko aur na barbaad kijye 

   ab tau Haya ko ik naya unwaan dijye 
   us ko gham`e hayaat say azaad kijye 

Ajaz Rashid Mughal

Amir Butt

Anis Khan

Arshia Siddiqui

Bushra Butt

Farrukh Abbas

Khatib Hamidi

Mansoor Aazmi

Mohammad Azam

Mohammed Moinuddin Naithy

S. Azam Shah Khan

Safiya Ali

Sana Rizvi

Swaleh Atcha

Syed Faisal Habib

Syed Naveed Anjum

Syed Mufti

Urooj Siddiqui

Vipul Khemka



||  urdustan ||
adeeb | anam | e-mailmushaira | u-hoo | about us
e-mail : webustaad@urdustan.com

Click Here!