Urdustan > Mushaira > October 2000

    Swaleh (Saleh) Atcha(Achcha) 
   swalehiatcha@yahoo.com 
   Canada. 
   
   "Main un se kah raha hoon mujhe yaad kijiye" 
    Woh keh rahay hain kisi se kiya  faryaad kijiye. 

    Kab tak kisi pe  aakhir bharosa karay koi 
    Yoon apni khuddari ko na baidaad kijiye. 

    Armanon se khali yeh dil e nashaad naheen 
    Akhlas o marowwat se har dil ko shaad kijiye. 

    Mehroom e tawajja hain zamanay mein tamasha bunkar 
    Apni khudi ko yoon na barbaad kijiye. 

    Koh i alam bhi totay ga azm o yaqeen ke saath 
    Apnay aap mein paida woh aitimaad kijiye. 

    Hai mujhko yaqeen waqt badal jaye ga Swaleh 
    Bhula kar ranjish ko ghar apna abaad kijiye. 
 

Ajaz Rashid Mughal

Amir Butt

Anis Khan

Arshia Siddiqui

Bushra Butt

Farrukh Abbas

Khatib Hamidi

Mansoor Aazmi

Mohammad Azam

Mohammed Moinuddin Naithy

S. Azam Shah Khan

Safiya Ali

Sana Rizvi

Swaleh Atcha

Syed Faisal Habib

Syed Naveed Anjum

Syed Mufti

Urooj Siddiqui

Vipul Khemka



||  urdustan ||
adeeb | anam | e-mailmushaira | u-hoo | about us
e-mail : webustaad@urdustan.com

Click Here!