|
|
![]() |
| Urdustan > Mushaira > October 2000 |
|
Safiya Ali safiyaPk2000@hotmail.com Dubai, UAE. vo mujh se kah rahe haiN unhaiN bhool jaoN mai mai unse kah rahi hoN mujhe yaad kijiyee ham khud hi chal ke aagaye daame fareeb tak
mushkil hai saath sath chaleiN ham tamam umr
bas do gharhi ke waaste tashreef laaiyee
safiya ki baat maan liya kijiyee huzooor
|
Ajaz
Rashid Mughal
Safiya Ali |