|
|
![]() |
| urdustan >mazaah> nastaleeq > roman |
Parody
of Saghar Siddiqi's ghazal
by Hasan
Ali
Read comments on this parody on urdustan
messageboard
Read this nazm in urdu
rasmul khat
|
|
|
|
|
Ahl-e-mehfil say juda hay tere dewanay ki baat Mohtasib!
hum bay gunahoN ko na day ilzaam-e-maY
HaaN
abhi bhooli nahi jor-e-khizaaN ki daastaaN
Ban
gaie hay surkhi-e-husn-e-baharan jaadwaaN
Her
nafas mein sholah zan haiN, germiaN halaat ki
Maykadah
badla huva, SAGHAR shakastah haal hain
|
Us say baRh kar aur kya ho dil ke ghabranay ki baat Muntazim,
ham faaqa mastoN ko nadeeda mat samajh
Kucha-e-janaN
mein jab say "sir phuTaw'wal" ho gaya
uR
gaie chahray ki rangat, saans bhi ruknay lagi
Ban
gaya apna raqeeb, "Achhu Qasaaie" Uff naseeb!
Apni
woh zindah dili, hazir jawabi or hansi
|